Saturday, February 1, 2020

Sad shayari

Sad shayari
Imege by pxHere

Kalam to uthali par likhna nahi sikha....

Thoda sa gham hai par rona nahi sikha....

Ajeeb si mayusi hai jazbaat me mere....

Tanha hu par kabhi rona nahi sikha...

Un lamho ki gardish se nam hai palkein meri...

Tham gayi hai ghadiyon par intezar nahi sikha....

Unke mijaaz me badlav dekha to muskura uthi...

Pal bhar ki khushiya ka ehteraam nahi sikha...

Itna kuch khoya hai zindagi ki raho me...

Ki bewafa hone ka ilzaam nahi sikha....

Sikha to sab kuch tha in thokaro ko khake...

Par jhut kehne ka woh imaan nahi sikha...

1 comment: