ZARA PAAS AAO SONG LYRICS
Zara Paas Aao Song Lyrics: Millind Gaba’s new song – a modernized up-beat recreation of Mohammed Rafi’s “Badan Pe Sitare Lapete Huve”. The song is sung, produced and written by the Music MG – Millind Gaba featuring Xeena on female vocals.
Image by YouTube |
ZARA PAAS AAO SONG INFO
Singer : Millind Gaba
Lyricist : Hasrat Jaipuri, Millind Gaba
Music : Shankar-Jaikishan, Millind Gaba
Music Label : OSM Records
Check, Check!
Music MG! Hehe 🙂
Yeah, there is a confession, confession
You got my attention, attention
You kill them with so much perfection
Kudiya nu paayi ae tu tension ni tension
Kudiya nu paayi ae tu tension ni tension
Tu itni haseen hai kyun na dekhun tujhe
oooh…
Tu itni haseen hai kyun na dekhun tujhe
Kasam se bataaun ghazab dha rahi ho
Zara paas aao toh baat ban jaaye
Zara paas aao toh baat ban jaaye
Zara paas aao toh baat ban jaaye
Kya bataaun teri khoobi khoobi khoobi
Teri aankhon mein saari duniya doobi
Ik baar nazrein mila le
Paagal ho jaayegi baby tu bhi
Paagal ho jaayegi baby tu bhi
Dil mujhko na ab dete huve
Ho meri haseena kidhar ja rahi ho
Zara paas aao toh baat ban jaaye
Zara paas aao toh baat ban jaaye
Xeena!
One piece ki dress Sequins ki
Flash kare jaise light ho Benz ki
Klinky hoon kinky nahi
Aur class mein first thi self-defence ki
Jaanti hoon teri saari tarqeeb
Aaj raat mein bada suspense hai
Tujhe kaise paas main aane doon
Teri aankhon mein feeling intense hai
TTTu kyun fikar kare
Kaise body meri shimmer kare
Thodi acchi baatein karega toh
Baby hum dinner karein
TTTTere Jimmy Choo se patungi naa
Baaton se apni hatungi na
Pyar se apna bana le tab tak
Naam tera main ratungi na
Tere saath karun main shine
MG you’re just my kind
Teri baatein itni crazy hain
Beyoncé main, tu Jazzy hai
Aye meri khwahish hai
Tujhe main bana loon apnaa…
Bhar loon main baahon mein yahaan
Bin bole, inn aankhon se keh doon tujhe
Mere dil ki daastaan
Teri khushboo se main mehka
Mehka main saara
Mujhe nashe se apne rang de
Aaja na yaara
Yun apne ye jalwe bikhere huve
O meri haseena kidhar ja rahi ho
Zara paas aao toh baat ban jaaye
Zara paas aao toh baat ban jaaye
Music MG!
I feel very thankful that I could read that awesome article. Thanks for sharing. Keep posting.
ReplyDeleteRegards:Acharesult.com/